deen ki bate
Farmaya rasoole akram s.a.w ne ki jo aurat apne shohar ki itaat karegi aur ibadat me kotahi na karegi to use 1000 shaheedo ke barabar sawab milega aur jo shakhs apni biwi ki zaroriyat ko pura karega aur kisi bhi tarah ka nuqsan na pahunchaega to use 100 shaheedo ke barabar sawab milega is par hazrat usman r.z. ne farmaya ki kya bat h ki mardo ko aurat ke muqable kam sawab ku farmaya ki kya tumhe nhi maloom ki aurat ajro sawab me mard se afzal ha mard ko jannat me mazeed inaam isliye ata honge ki uski biwi uske liye dua karti ha aur usse muhabbat karti ha (guniyatuttalibeen)
Comments
Post a Comment